Agar apne desh ko ek body sctrech ke trah dekha jaye , to delhi , mumbai , Banglore jese sahar desh ka Brain hai. To desh ke sabhi Gaaw desh ke Reid ke haddi hai. Desh ke jyadatar abadi gaaw me basti hai. Or Anaj ugane se lekar jyadatar jarurat gaaw se puri hoti hai.
Esliye jab kisi ka arthik vikash hota hai. To desh majbut hota hai. Hame se jyadatar log sahar jakar nokri karne ki sochte hai. Lekin ese kai sare kaam hai jinhe karke aap apne gaaw me hi achhe kamai kar skate hai.
Blog post ko update kese kare ?
Or ek sukun ki jindgi ji sakte hai. Wese sahar ke log bhi jab bhag dor ke jindgi se ub jaate hai. To Gaawo me jaane ke liye sochte hai. To aaj ham apko batayenge kuch ese Bussiness idea or unhe karne ke liye tarike jinke saath aap asani se aage badh sakte hai.
Or dhire - dhire unme hi bada bana sakte hai.
Sapo ki kheti se paise kese kamaye ?
Step. 1 Vegetable Shop
Baat jab khane ki aati hai . To thali me kam se kam ek sabji to honi hi chahiye . Ese bhi log hai. Jo 2 , 3 tarike ke sabjiya khane ke pasand karte hai. Simple sa calculation hai. Ki bina sabji ke hamare khana adhura hai.
Esliye hapte me kam se kam 2 baar sabjiya leni hi padti hai. Phir chahe wo kitni mahengi kyo naa ho. Inki jarurt kabhi bhi khatam nahi hogi. Or naa hi unse jude logo ka business khatam hoga .
Free fire se paise kese kamaye ?
To agar aap apne adbhut sabji ke dukan kholenge . To aaram se munafa kama sakte hai. Investment bhi kam hai. Or loss hone ka koi sawal hi nahi hai. Gaaw me jo bhi kisan sabjiyan ugate hai.
Wo aa to local market me ya to mandi me bech dete hai. Agar aap inhe thok bhaw par le aate hai. To retel price ke hisab se inse proper nikalna koi badi baat nahi hai. Sath hi agar aap fruits or sabhi mosami fal rakhte hai. To ye apko extra munafa dengi.
Step.2 Drinking Water Supply
Agar aap soch rahe hai , ki Gaawo me to sabke paas apne Hand pump lage hote hai. To paani ka botel kon kharidega . To kisi ne ye bhi nahi socha tha naa ki ek din ham Bisleri ya Package Drinks water kharid kar piyenge .
Gaaw me paise kamane ka aasan tarika
Mobile me typing karke paise kese kamaye
Khajur ki kheti kese kare or paise kese kamaye
Par ham pi rahe hai. Kyoki aajkal har koi apne sehad ko lekar ke fikr mand rahta hai. Esliye aap ko gharo me aa rahe water system ya filter dikh jayenge , wese bhi 20 liye ka Hotel 25 se 30 rupya me milta hai.
To pine ke log ese aaram se kharid sakte hai. Or esa ho bhi raha hai. Agar aap apne yaha ek chhota sa plants lag wale le. To memorial water ka production kar sakte hai. Home diliwary ke alawa bhi office me chay ke dukan me sorom me yaa bank me bhi aap paani ka jaar bech sakte hai.
Step.3 Auto Repair Shop
Centuries or Transportation ke liye aajkal gaaw me jyadatar logo ke paas Bike and Secoti , Rahti hi hai. Eske alawa bhi Bus , Tempo , E Riksha , And Goods Carer wali Gaadiya bhi hoti hai. Jinke Sarvis ing or marmat ke liye koi naa koi Grage Auto Repair Shop chahiye hi.
To agar aapne Motor mashin ki padhai ki hai yaa practical experience hai. To apna khud ka Auto Repair Shop khol sakte hai.
Step.4 Fishery Fish Business
Bangal , Odisha , Aasam , Bihar Ye wo desh ke Esa State hai. Jo samundar kinare bashe hai. Waha par log machli bahut khate hai. Esliye waha par machli palne ka business or machli ke dukane khub falti fulti hai.
Ese me fish Saplayar banakr machli ki dukan khol kar aa machli Pal kar log achhi kamai kar lete hai. Aajkal talab ke Tank me bhi machli paali jaati hai. Jise Bio Fish Framing kahte hai. Es tarike se machli paalne me bhi bahut jyada lagat nahi lagti hai.
Or inme proper bhi jyada hai. Internet par Bio Fish Faming dhudhenge to aapko sari jaNakri mil jayegi. Ham bhi jaldi hi ek alag se post likh kar dalenge . Tab tak ke liye aage badhte hai.
Step.5 TV / Radio / Mobile Mechanic
Electronic Items ka hamare jindgi par apna alag - alag expression hai. Mobile , TV , LCD , Ye saari ghrelu chije hai. Or sabko inki jarurt padti hi hai. Or bigadne par kharab hone par banane ke liye koi naa koi chahiye hi hai.
To baas yahi aapke liye business fortunti moujud hai. Agar aapne politics ki padhai ki hai. Yaa electronic chijo ki banane ka kaam kahi se bhi sikha hai. To Aap Electronic michenic Fiter ke tor par apne dukan khol kar kaam kar skate hai.
Jyadatar logo ke electronics items ke baare me jankari nahi hoti hai. Esliye unhe sahi sarvis de karke ke aap strong business khada kar skate hai. Jisme aapki kamai pakki hai.
Step.6 Tailor Shop
Koi bhi kaam chota yaa bada nahi hota hai. Chote yaa bade hoti hai. Hamari soch wese hindi film hai. Sir usme apne malik ko kaam wali baai se pyar ho jata hai. Ladki ko silai ka bahut sok rahta hai. To ladka puchta hai. Ki kya tum darji banna chahte ho.
To ladki jabab deti hai. Fashion designer banana chahti hau. To aap bhi naa thoda bada sochiye agar aapke ariya me All Ready koi Darji hai. Or wo abhi bhi purane design ka silai karta hai. To aap kahi bahar se training le skate hai.
Kisi sahar me trailer shop par kam karke waha se model design ke kapde silna sikh skate hai. Agar aap logo ke pasand or bad lete style ko samjhte kar apna kaam karenge . To market me bane rahna muskil kaam nahi hai.
Step. 7 Flour mils
Gaaw me abhi ese log hai jo chakki ke pise huye aate ki roti khana pasand karte hai. Wese bhi bajar se kharida gya aata thoda mahnga hota hai. Or usme dusre trah ke aata bhi mix hote hai. Ese me agar koi gehu or dusre aanaj pisne wali chakki laga le.
To unke paas ghar bethe business karne ka ek dariya ban jayega . Agar training di jaye to ghar ka koi bhi wakti esko chala sakta hai. Or esi ke sath ab agla business idea hai.
Step.8 Diagnostic Center
Gaawo me rahne wale logo ko aksar apna ilaj kar wane ke liye doctor ke paas test kar wane ke liye kisi sahar me aa najdiki clinic par jana padhta hai. Jaha par medical fertility hoti hai. Aab blad Test ho BP aa sugar Test ho Pathology Test hai.
ENT ho ese chijo ke liye baar baar kahi or dorna padta hai. Esliye agar aap Pathology ya Disunity center khol lete hai. To gaaw ke aadhe se jyada logo ke muskil aasan ho jayegi.
Or waha se aap logo ke simple cantion test karwana Report check karwane ka kaam karke income kar sakte hai. Agar aapke paas thoda bahut capital hai. To aap festival shop tailor shop or electronics item Repair shop aaram se khol sakte hai.
Step.9 Jenral Shop / Rasan Dukan
Dosto Har gaaw hai or har gaaw me Chawal , Tel , Haldi , mirch , dhaniya , powder , Copy , kitab To use hota hi hai. Lekin jis gaaw me Rashan ka dukan nahi hoga . Wo socho wo sabka haal kya hota hoga .
Yaani usko kitna kast hota hoga . To esliye aap Rashan ka dukan khole . Or kam damo me saman ko bech kar grah ko ka dil jite or apna customer jamaye . Or achha munafa kamaye .
Step.10 Catering
Dosto Catering Yaani Shadi wiwah me khana khilana usi ko catering kaha jata hai. Esme apko kuch saman lena hoga . Jese ki khana ko rakhne ke liye bartan eske baad apko jana hai.
Wese to catering se ek baat samjh aaya me aaya hai. Ki Verma News
Ek bahut bada offer lekar aaya hai. Jiska fyada apko jarur uthna chahiye . To eska proses me apko batata hau .
Verma News Website se paise kese kamaye ?
Dosto Verma News Ek bahut bada Company hai. Jisse aap bahut achha khasha paise kama sakte hai. Esme apKo Article likhna hai. Jiske badle apko bahut achha khsha paise milega .
To eske baare me apko or details se janana hai. To me apko link de raha hau. Jisse aap bahut hi asani se samjh sakte hai. Ki kese aap paise kama skate hai.
Jyada paise dene wale sabji or podhe
Dosto aab me apko bata deta hai. Ki sabse jyada paise dene wale sabji ka naam or fal ka naam jisse aap bahut hi jaldi amir ban skate hai. To dosto eske baare me details se janane ke liye apko link par click karna hai.
Jis link par apko puri jankari mil jayega . To dosto link par jarur click kare. To dosto jankari ko padhe or bhi niche apko details se samjhaya gya hai. Jankari paaye or mast rahe .
Lekin agar aapke paas funds nahi hai. To business loan lena sabse behatar hota hai. Aab loan kene ke baat sunkar bahut se log ghabra jaate hai. Gaawo ka arthik vikas karne ke liye lagbhag sabhi sarkari bank porsanl aa business loan dete hai.
Bank se loan kese le ?
To loan paane ka tarika bhi jaan lijiye . Wo log ek loan paane ke liye Yog hote hai. Jo unke umr 21 se 70 saal ke bich hoti hai. Eske alawa loan Apply karne wala wkati bhartiya hone chahiye . Jo pichle kisi loan ka difolt naa ho.
Matalb loan liya hai. To chuka diya ho . Apply karne ke liye 2 saal ka income tax return ke document or ek saal ka bank state Requments lagta hai. Loan application bhar ke uske saath kyc document jodne padte hai.
Bank se loan lene ke liye document kon sa hona chahiye ?
Aap jo bhi Business karna chahte hai. Uska plan identity card ke tor par Pen card , Adhar card , Voter ID , Driving License , or adress prop ke tor par Electronic Bill , Pen card aa Rashan card , Business Registration , Document .
Licence or Document ko jarui document mana jata hai. Wale baad loan Apply karne par bank apne Traf se koi infection kar skata hai. Or Application Approved hone par loan diya jata hai.
Business karne ke liye Aap trade license Apne local Authority se le skate hai. Bazar me dukan lene ke liye aap local Samiti se baat kar skate hai. Or apna kaam shuru kar skate hai. Loan Apply karne ke pahle se hi apna business idea par kaam karna shuru kar dijiye.
Jese us business ko lekar ke apna knowledge ko badhna mashin ke baare me janana , jaruri training lena or chote mote bariki ko sikhna . Kisi bhi business ke saath aap jitna judte jaate hai. Aapke kamyab ke sambhawana bhi utni hi badhti jaati hai.
KyoKi kahte hai ki Aapko in paise kamane ke idea ke baare me kese laga , hame coment box me jarur bataye. Or ese hi amazing fect ko lagataar padhne ke liye hamare blogg Verma News ko subscribe jarur kare.
Or hamare you tube channel par bhi aap video ke madad se jankari le skate hai. Jisme apko bahut hi aachhi jankari diya jayega . Hamare You You tube channel ka naam hai. Verma News
To aaj ke liye itna hi ab ham chalte hai. Phir milenge new post ke saath tab tak hmare blogg ke anth tak bane rahne ke liye aap sabhi logo ka dil se dhanyawad ,,,
गांव में सबसे ज्यादा चलने वाला बिजनेस कौन सा है?
बारिश में कौन सा बिजनेस करें?
2021 में कौन सा बिजनेस करें?
₹ 500000 में कौन सा बिजनेस स्टार्ट करें?
गाँव मे मशीनरी बिजनेस
घर का बिजनेस
आपके पास है 10 गज जमीन तो शुरू करें ये बिजनेस, 40 हजार तक होगी इनकम
२ लाख में बिजनेस
कम पैसे में कौन सा बिजनेस शुरू करें
बिजनेस के बारे में जानकारी
इंडिया में सबसे अच्छा बिजनेस कौन सा है
छोटे शहरों में बिजनेस
लॉकडाउन में कौन सा बिजनेस करें
12 महीने चलने वाला बिजनेस
शहर में कौन सा बिजनेस करें
होम बिज़नेस
नया बिजनेस कौन सा करें
10000 में कौन सा बिजनेस करें
No comments:
Write comment