Dosto aaj ke es post me hamlog janege . Ki Vi , Airtel , jio sim ka number kaise nikale , Agar aapke pahle se bahut jyada Vi ka , Airtel , Jio sim ka Mobile number kaise nikale . To aap mere sath shuru se ant tak Bane rahe.
Pichle post me hamne Jana tha . Dusre ka sim kaise band kare . Dusre ka call kaise nikale . Agar abhi tak aapne use post nahi dekha hai . To me uska link niche side me se diya hau . To aap us link par click karke use padh skate hai . Or aap ye jaan skate hai . Ki dusra ke call details kaise nikale .
Read more - Jio Sim ka number kaise nikale ?
Vi sim card ka number nikalne ke liye 2 khash tarike hai . Ek USSD CoDe ki madad se or dusra agar aapke mobile number me balance hai . To aap kisi dusre ke mobile number par call karke . Vi ka sim ka number pata laga skate hai .
Read article - Keypads mobile ka call details kaise nikale ?
Or yadi aap pahla tarika aani ki USSD Codeki madad se VI Number Check karna chahte hai . To eske liye aapke sim par kisi bhi prakar ke balance hona jaruri hai . Or yadi aap dusra tarika ko istemal karte hai . To aapke sim par Recharge hona jaruri hai . To Aaj me aapko Code ke baare me batane wala hau.
vi sim ka number kaise nikale
Vi ka sim Number Check karne ka 7 USSD CoDe hai . Isme sabhi ariya ma Alag - Alag Code kaam karta hai . Esliye me sabhi ejay ka USSD CoDe niche de diya hau . Bas aapko baari - baarikar Dayal karna hai . Dayal karte ho aapke VI ka Sim Number aapke Screen par dekhai de dega .
Read article - Airtel sim ka number kaise nikale ?
Vi sim Number Check Code
*555#
*199#
*111*2#
*131*1#
*777*0#
*555*0*131*0#
Dosto uper diye gaye USSD CoDe ki madad se VI Sim Card ka number nikaal skate hai . Yadi phir bhi es Code ke jariye Problem aa raha hai . To me aapko ek tarika bata deta hau . Jisse aapka 100 % Sim ka Number pata ho jayega .
Read article - Mobile ke call details kaise nikale ?
Vi sim Number NiKale Customer Care 198
Aab me jo last tarika bata raha hau . Eske liye aapko VI Customer Care 198 par call karne hai .
Aab aapko kisi bhi tarah se 197 par call Connect karna hai .
Call lag jaane ke baad Customer Care ko apna sim number ke baare me bolna hai . Ki sir mera sim ka number kya hai . Bata dijiye kyoki Esme Recharge khatam ho gya hai . Aab hame Recharge karna hai .
Dhyan rahe apako usi number se call karne hai. Jis sim ka number appko chahiye
Airtel sim ka number kaise nikale ?
Dosto Airtel sim ka Number nikaalne ka bahut hi aasan tarika hai . Aapko Dayal ped me Jana hai . Or Ye jo Code me aapko bata raha hau . Ye Dayal karna hai .
*121#
*999#
Ye dono Code me aap kisi bhi Code ka istemal kar skate hai . Ye Code dalne ke baad aapke mobile ke Display me aapko Apka Mobile number aani ki Sim card ka Number show karne lagega .
Jio Sim ka number kaise nikale ?
Aab dosto me aapko bata raha hai . Ki aap Jio Sim ka Number kaise nikal skate hai . Eske liye dosto aap jab Naya Sim card lete hain . Or aap jab internet ka Istemal karte hai .
Or jab aapka internet khatam ho jata hai. To aapke paas message aa jata hai . Or us message me aapke mobile number likha hota hai.
Aap us message me likha aapke mobile number aap bahut hi aasnai se dekh skate hai . Eske alawa dosto agar aapko message nahi aata hai . To aapke liye dusra tarika hai . Jo aap bahut hi aasnai se istemal kar skate hai .
Company ke paas call karna hai ?
Eske liye dosto aapko 198 Par call karna hai . Jab aap Call karoge . To waha par aapka sim card ka number bata dega . Eske sath hi aapke mobile me kitna Data Mb bachha hai . Ye bhi aapko bata dega
Read article - Airtel ka net nahi chal Raha hai ?
To dosto aap es tarike ka istemal bahut hi aasnai se kar skate hai . Eske aalwa dosto aap mobile Trick se jude koi achhe janakari janana chahte hai . To eske liye aapko Niche diye gaye Video ko dekh skate hai . Ye video me apako bahut hi important Future bataya jayega .
Jise dekhne ke baad aapka man khush ho jayega . To aap video ko jarur dekhe . Ye bahut Knowledge video hai .
Sim card se jude or koi bhi janakari padhna chahte hai . To eske liye aapko niche me link Diya gya hai . Aap us link par click karke padh skate hai .
To dosto umeed karta hau . Ki ye janakri aapko achha laga hoga . Kya aapke man me or bhi koi sawal hai . To comment box me jarur bataye . Or ese hi jankari ke liye aap hamare blogg ko subscribe jarur kare .
To Aaj ke liye itna hi aab ham chalte hai kal phir milenge new janakri ke sath tab tak hamare blogg ke ant tak Bane rahne ke liye aap sabhi logo ko dil se dhanywaad ,,,,,
Read more - Airtel Puk code kaise khole ?
Read more - Bina Recharge ke free me Unlimited internet kaise chalaye ?
No comments:
Write comment