Hello dosto ek baar Phir se swagat hai . Aapka hamare blogg me. Ham aapko batane wale hai . Ki aap kisto par mobile kaise kharid skate hai . Kya aap kuch naya janana chahta hai . To Bane rahe hamari aaj ke es post me . Bina Credit Card Ke EMI Pe Mobile Kaise Le ke baare me puri janakari dene wale hai . To ye aapko ye post jarur aayenge .
Amazon Se EMI Par Mobile Kaise Kharide
Aaj ki es post ke madhyam se ham aapko puri janakari dene ka prayash karenge . Ham aapko eske baare me bahut hi saral bhasha me batayega . Aasha karte hai . Ki aapko hamare post achha lagta hoga .
Read more - Google pixel 7mobile
Wartman samay me smartphone ka bahut chalan aa gya hai . Or market me aaye din naye - naye mobile aa rahe hai . Ese me har koi chahta hai . Ki uske paas ek smartphone ke latest mobile hai . Magar uske liye aap ke paas paise itna bhi hona chahiye . Paise nahi hone par ham use nahi kharid paate hai . Esiliye ham aaj aapko kisto par mobile Lena batayenge .
Read more - Kisi ka mobile control kaise karen ?
Aaj kal mobile phone bahut majenge aate hai . Jis wajah se ham apni pasand ka mobile nahi kharid paate hai . Esi ke chalte Companies ne apne phone ko kisto par dene ka feshla kiya hai . Jisse har koi aadmi apne pasand ka phone kharid skae . Or in complains ke phone bhi jyada sell ho . Esiliye aaj ham aapko online kisto par mobile Lena or kisi bhi dukan par jakar mobile kisto par lene ke baare me batayenge .
Agar aapko EMI par mobile kaise le in Hindi ke baare me nahi pata hai . To ham aapko batayenge . Eske liye aapko hamari es post ko shuru se anat tak padhna hoga . To kya aap EMI par mobile kaise le . Or online mobile kaise kharide ki post me sabhi jankari paane ke liye shuru se anat tak .
Online EMI Pe Mobile Kaise Kharide । Loan pe Phone Kaise Le
Bharat me mobile Lena bahut aasan hai . Aaj ham mahenge mobile kisto par le skate hai . Wo bhi bina koi pareshani ke . Aaj bahut si companies hai . Hame phone EMI par de rahe hai . EMI se mobile lene ke liye aap do tariko ka istemal kar skate hai .
Wartman samay me aapko adhiktar dukano par mobile EmI par mil jayega . Aaj kal Finance karne wali companies apne Agent ko har ek dukan se connect kar rahi hai . Jisse grahko ko apne aas pas hi mobile finance suvidha prpat ho skae . Yadi aap kisi City me mobile shop par Jana hoga . Aapko waha par mobile kisto par mil jayega .
Read more - WhatsApp me keywords nahi aa raha hai ?
Dukan se mobile kisto par lene ke liye documents ki aawaskta hogi . Jese - Passport photo , Bank passbook , Aadhar card , bas in document ko lekar apne aas pas ki kisi bhi shop par chale jaaye . Aapko Bajaj finance , home , Credit , HDFC Bank yaadi kisi ke bhi dwara mobile aasan kisto par mil jayega .
Amazon Se EMI Par Mobile Kaise Le
Dosto ESI trah aap ghar bethe Online mobile se Hi mobile loan pe le skate hain . Aap Amazon , filpkart jese Platform se mobile loan pe le skate hain . To chaliye post me aapko bataunga . Ki aap Amazon , filpkart se online mobile kaise kharide skate hai . To chaliye post ko shuru karte hai .
Step 1: Open Amazon Site
Sabse pahle aapko apne mobile me Amazon ki site ko open kar lena hai . Aap niche diye gaye link par click karke eski website par jaa skate hai .
Step 2: Product Selection
Aab aapke samane Amazon ka Home Page open ho jayega . To phir aapko apne hisab se search karke apna product salect kar lena hai . Or use open kar lena hai .
Step 3: EMI Plans
Aab aapko us par ek option milega . EMI Plans ka aapko us par click karna hai . Es se aap EMI Plans ki janakari prpat kar skate hai.
Step 4: Click On Buy Now
Aab aapko ese EMI par kharidne ke liye BUY NOW par click karna hoga .
Step 5: Login Amazon
Buy Now par Click karne ke baad aapko sabse pahle Amazon par login karna hoga . Aab aapko yaha mobile number , Email or password daal kar login karna hoga . Or aapka es par account nahi hai . To Create Your Amazon account par jakar account bana le .
Step 6: Enter Your Address
Aab Login hone ke baad aapko apna Delivery adress dalana hai . Jaha aapko apna product mangwana hai .
Step 7: Select Payment Method
Agar aap EMI par payment karna chahte hai . To eske liye aapko koi bhi ek Payment method salect karna hai . Jese - Credit card , Bajaj finance card
Step 8: Enter Card Details
Aab aapne jo bhi card salect kiya hai . Uski details dalan hai . Jese - Naam on card , card number or expired date ye sabhi dalkar aapko add card for EMI option par click kar dena hai .
Step 9: Show All Details
Aab aapke samne ek Page Open hoga . Jisme aapko apne products ki saari janakari show ki jayegi . Aap sabhi janakari ko ek baar dekh le . Or phir place Your order par click kar de .
Aab aapko Mobile EMI par order complete ho chuka hai . To es trah se aap Amazon par online EMI par mobile kharid skate hai .
Flipkart Se EMI Par Mobile Kaise Kharide
Dosto aab aaye baat karte hai . Ki aap Filpkart se online loan pe phone kaise kharid skate hai . Amazon ki trah hi aapko filpkart par karna hai . To chaliye aapko aab me ye bataye hai . Ki aap Filpkart card se online laon pe phone kaise kharid skate hai .
Step 1: Open Website
Sabse pahle aapko apne computer , Laptop , Mobile me Filpkart ki site ko Open kar lena hai .
Step 2: Product Selection
Aab aapke Mobile me Filpkart ki site Open ho jayega . Aapko Apne pasand ka Mobe search karna hai . Or use salect kar dena hai .
Step 3: EMI Details
Aab aapko usme ek EMI Plan ka es Trah ka dikhega . Aapki us par View plans par click karna hai . Jisme apako EMI Plans ke baare me pata chalega .
Step 4: Enter On Buy Now
Aab agar aap us mobile ko EMI par kharidna chahte ho . To aapko BUY NOW par click kar dena hai .
Step 5: Login Flipkart
Aab aapko es par login karne ko kaha jayega . Aap apne Email / phone Number se login kar skate hai . Yaa es par apna New Account banakar login kar skate hai .
Step 6: Enter Address
Aab aapke samn ek option aayega . Jisme aapko apna adress dalana hai . Wo adress jaha par apako saman mangwana hai . Or phir Countinue par click kar dena hai .
Step 7: Pay Your Payment
Aab aapke samne Payment karne ke kuch Option aa jayega . Jisme aapko EMI wale Option par click karna hai . Or phir Countinue button par click kar dena hai .
Step 8: EMI Payment Method
Aab aap EMI ka Payment kaise karenge . Usme kuch Option aayenge . Jisme aapko Credit card , All banks ke option or Bajaj finance card ka option karna hai . Us par click kar dena hai .
Step 9: Card Information
Aab aapne jo Card Salect kiya hai . Wo aapko EMI ki kuch janakari dega . Jisme aapko kitne rupees or kitne mahine ki EMI rakhna hai . Wo salect kar Countinue par click kar dena hai .
Step 10: Card Details
Aab aapko Ane card ki details dalana hai . Jese - card number , expary , CVV ye details dalkar aapko counties button par click kar dena hai . Or aapka order complete ho chuka hai .
Bas aapko itna hi karna hai . Filpkart or Amazon se apka EMI par mobile order ho chuka hai . Aab aapke ghar me mobile mobile aa jayega .
( Note ) Dosto ummed karta hu ki ye janakari aapko achha laga hoga . To kya aapke man me koi sawal hai . To aap hame comment box me jarur bataye . Ese hi janakari ke liye aap hamare blogg ko subscribe jarur karen . Hamare blogg ke anat tak Bane rhane ke liye aap sabhi logo ko dil se dhaywad ,,,,,,,,,
No comments:
Write comment