Dosto aaj ham janege ki Instagram par followers kaise aap badha skate hai . Instagram par followers kese badhte hai, instagram pr 1 mint me 1k followers kese badhye, and Etc. Ke baare me to dosto me koi aapse majak nahi kar raha hun .
Me sach bol Raha hu . Aap ek App ke jariye Instagram par bahut followers badha skate hai . Jese 1 - 100000 lakh tak aap badha skate hai .To kaise aap instgram par followers badha skate hai . Chaliye janate hai .
Read article - Facebook me Followers kaise badhaye
Lekin dosto mere es article ko aap dhyan se padhe . Or mere bataye gaye steps ko follow kare . Tabhi aap Instagram par mancaha followers paa skate hai . To chaliye post ko shuru karte hai .
इंस्टाग्राम पर फॉलोअर्स बढ़ाने वाली वेबसाइट
Instagram followers Increase karne wale Apps ke alawa internet par anek sari asi website bhi mohjud hai . Jaha par aap Instagram par followers badha skate hai . Yaha hamne aapko 2 sabse popular websites ke baare me bataya jayega . To chaliye post ko shuru karte hai .
Allsmo (Insta Auto Liker & Followers)
Allsmo ek bahut hi badhiya website hai . Jiske dwara aap Instagram par followers ke sath Instagram post / Reels par like or view ko badha skate hai . Aap niche batayi gayi process ko follow karke allsmo ki madad se aasani se Instagram par followers badha skate hai .
Step.1 Sabse pahle aapko Google par allsmo.com likh kar search kar lena hai . Or allsmo.com official website ko open kar lena hai .
Step.2 Eske baad aapke samne Allsmo ka home page open ho jayega . Yaha par aapko Menu bar me Top Free wale Viklap par crasher ko le Jana hai .
Step.3 Yaha par aapko Instagram ke option par Carshar le Jana hai . Or jo aapke samne Submenu Open hogi . Usme Instagram followers ko salect kar lena hai .
Step.4 Aab aapke samne ek naye Page open ho jayega . Eske pura Load hone ka Intazar kare . Or page ke load ho jaane ke baad Page ko niche Scroll Karen .
Step.5 Yaha par aapko apne Instagram ka Username Inter karke I Am Not A Robot / CAPTCHA ko tick karke submit ke button par click kar dena hai .
Step.6 Eske baad aapko Confirm kar lena hai Ki yah account aapka hi hai . Aap eske liye aap I Agree par click kare . Or phir Countinue par click kar dena hai .
Step.7 Es Prkar se aapka account Allsmo par ban jayega .
Step.8 Instagram Follower badhane ke liye aapko yaha par Instagram followers ko salect karke Click Here To Counties Followers par click kar dena hai .
Step.9 Ant me aapko dobara apna Instagram Username dalana hai . Or aapka kaam ban jayega .
Step.10 Aap es trah se website par aakar follower ko badha skate hai . Yaha par ek bar me kewal 10 followers badhte hai . Or aap din bhar me 1440 Followers Prapt kar skate hai .
Mr Popular (Instagram par followers badhane wale website )
Apne naam ki trah yah website aapko Instagram par popular bana sakti hai . Halaki es app ki madad se Instagram followers badhane ke liye aapko paise add karne padte hai . Or aap yaha par free me kewal like or comment badha skate hai . MR Popular website se Instagram followers badhane ke liye aap niche me bataye gaye tricks ko follow kare
.
Step.1 Sabse pahle aap Google par search karke MR POPULAR Ki official website ko Open kar lena hai .
Step.2 Aapke Eske Homepage par anek sare Social media Ok Platform dekhne ko milenge . Yaha par aap Instagram ko salect kar lena hai .
Step.3 Eske baad me aapko followers ko salect kar lena hai . Yaha par aapko Followers ki Quality ke anushar price bata diya jayega . Aab aap jitne Ruppes ke followers badhana chahte hai . Use salect kar lena hai .
Step.4 Eske baad aapko Apne Instagram Profile ka URL inter Kar dena hai . Or jitne Followers aap chhathe hai . Use Inter kare .
Step.5 Yah karne ke aapko Total price bata diya jayega . Aap add to cart par click karke apne Instagram followers ko badha skate hai . MR Popular par aap 1$ Se bhi kam me Instagram followers badha skate hai .
To dosto es trah se aap website se Followers ko badha skate hai . Aab me aapko Apps ke dwara batayenge . Ki aap kaise App ka istemal karke Instagram par followers ko badha skate hai . To chaliye janate hai .
Instagram par followers kese badhaye in hindi
Dosto sabse pahle aapko Instagram me Id banana hoga . Agar aap Instagram use karte hai . To thik hai . Warna aap Instagram app ko apne mobile me download karke I'd bana le .
Instagram par followers kese badhaye app
Step.1 Aapko Play Store par Jana hai . Or search karna hai . Insta Up Aap Play Store par Download kar skate hai .
Step.2 or aap hamare diye gaye link par click karke Insta Up ko download karke Install kar skate hai . Or aapko Open kar lena hai .
Step.3 Log in with instagram par click kare.
Step.4 To jab aap es pe click karoge . To aapko yaha par apne mobile number dalkar naam aant me laga skate hai .
Step.5 Ye jo aap uper image me dekh skate hai . Same To Same aapko ESI trah ka karna hai .
Step.6 Or ek Password bhi dalana hoga . Jo aapke man se daal skate hai . Eske baad aapko Login In par click karna hai .
Followers kaise badhayen
Dosto me aapko batana chahuga . Ki ek I'd se aap sirf 400 followers le skate hai . Ek din me eske baad aap dusre I'd se 100 followers hi le skate hai . Or aapke ek mobile me 4 id hi bana payenge .
Agar aap ek Mobile me 4 Id banaoge. To 1500 Followers aapko milega . Jo Real Followers hai . Eske baad aap dusre ke mobile se bhi 400 Followers paa skate hai . Ek din me yaani jitne wakti ke mobile me aap Instagram App ko Install karoge . Utna 400 Followers aapko ek.din me milega . To kaise milega . Aapko kya karna hai . Chaliye janate hai .
Instagram par followers kese badhaye apk
Step.1 Inke baad aapko Get Coin par click karna hai .
Step.2 Eske baad aapke Oto Metic Followers badhega . Jese aap Niche image me dekh rahe honge .
Step. 3 Eske baad aapko 350 Coin pura hone dena hai . Jisme aapko niche 150 followers dekhne ko milega . Or aapko 350 coin hi pura hone dena hai . Esse jyada nahi .
Step. 4 Jab aapke 350 coin pura ho jayega . To aapko back ho jana hai m aani band kar dena hai .
Step. 5 Eske baad Home wale Option par click karna hai .
Step . 6 home par click karne ke baad aapke paas 3 option aayega . Jisme likha hoga . Get Comment, Get Follower, Get like, To aapko inme se aapko Get follower par click karna hai m aani 2 wale option par click kar dena hai .
Step. 7 Eske baad aapko Apna Instagram I'd ( Instagram kis naam se chal raha hai . Aapko Ye search karna hai .
Step. 8 Eske baad aapke paas Ek chin aayega . Usme aapko sirf 52 par click Confirm par click kar dena hai .
Step. 9 Eske baad Ok aani Yes par click karna hai . Eske baad aapke paas ek List aayega .
Step.10 Hisme aapko sab kuch dikhega . To dosto itna kuch karne ke baad aapke Instagram par followers badhna chalu ho jayega .
To dosto aapko esi trah Day karna hai . Apne mobile se aapko par Day 100 Follwers mil jayega . Or ab aapke mobile se nahi hoga . To aap dusre ke mobile me Instagram app ko download karna hai .
Eske baad aapko Facebook se login nahi karna hai . Aap apne hisab se uske naam or password Instagram ka rakh lena hai .
Or apne mobile me jakar insta Up me jakar apne I'd ko Log Out karna hai . Eske baad aap eske I'd or Password ko daal kar phir se 300 Follwers badha skate hai . Ek Din me .
Aani ki aap 10 Mobile me aap Instagram app ko download karte hai . Or sab ka I'd or password Instagram kaa yaad rakhna hai . To 300 ek mobile se jab aap 10mobile me use karoge . To Follwers kitna milega . Ye aap soch skate hai .
3000 followers ek din me Instagram par sirf ek din me aap 3000 hajar Follwers badha skate hai m apne mobile or par day 100 hajar Follwers paa skate hai m dusre mobile se . Or sabse achha baat to ye hai . Ki aap 130 rupya me aapko 10000 hajar Instagram par followers mil jayega . Jo Real Followers hoga .
( Note ) Dosto jo mene aapko Tricks bataye hai . Wo sab se mene Apne Instagram par followers badhaye hai . Lekin me aapko bata du. Ki ye sab Fake Follwers hota hai . Jisse aapka Instagram I'd ko block kar skate hai
Esiliye aap apne jimedari se ye sare App ka istemal kare . Warna ye sare Tricks ka istemal aap bilkul hi Naa kare . Kyoki me apako istemal karne ka ijjat nahi dete hai . To agar aap kya karenge . Aap hame comment box me jarur bataye .
To dosto aaj ke liye itna hi kya aapke man me koi sawal hai . To aap hame comment box me jarur bataye . Ese hi janakari ke liye aap hamare blogg ko subscribe jarur kare . Hamare blogg ke anat tak Bane rhane ke liye aap sabhi logo ko dil se dhaywad ,,,,,,,,,,
No comments:
Write comment