Hello friends,aaj me bataunga ki khoya huya sim kaise chalu kare.
Aaj ke samay me har kisi ka paas smartphone hota hai.or usme phone me ek sim card laga huya rahta hai.Agar bye chansh aapka mobile kho ya chori ho jata hai.To sabse pahle us sim card ko band karna bahut jaruri hai.
Khoya huya sim chalu kaise kare
Kyoki us sim ke sath bank account se link hota hai or jab us sim ko band nahi karate hai.To ho sakta hai hamare bank balance wo nikal bhi le lekin jab har sim card band ho jata hai. to dar nahi rahata ki hamara bank balance koi nikal sake.
Lekin agar sim band kara lete hai.To us sim ko chalu kaise kare.Ke bare me jankari nahi rahne ke karan sim chalu nahi kara pate hai.To eske liye aap hamare post ko pura padhe.Aaj me apko khoya huya sim chalu kaise kare ke bare me jankari lekar aaya hai.
Yah problem sirf hamare sath nahi hota hai.Kai logo ke sath hota hai.Jab kahi par jata hai.Or apna phone bhul jata hai.Ye koi karan wash sim kaam karna band ho jata hai.To sim card reactivate karna bahut jaruri ho jata hai.
Khoya huya sim kaiSe chalu kare.
Band s chalu kaise kare,Ya khoya huya sim kaise nikale ke process bahut chhoti hai.Bas apko kuch chijo hona jaruri hai.jese :-Sim card kiske naam par hai.Sim band hone ke karan , Sim band hone se pahle us sim me kitna ka recharge huya tha.Mera kahne ka matlab us sim ki puri details aapke paas hona chahiye
{Note} kisi bhi sim chalu karane se pahle es baat ko dhayan rakhna hai.Sim band hone ke samaya 20 din se jayada din nahi hona chahiye.Esse pahle us sim ko chalu kara le nahi to us sim kisi dusre ke haath me chala jaa sakta hai.
Band sim card chalu karne ka process
Khoya huya ya chori huya sim chalu karane ke aapko sabse pahle telecom operator ke otherwise center par jana hota hai.Or sim ko chalu karne ke kuch charj leti hai.Jo ki 100 rupya liya jayega
Khoya huya sim chalu karne ke liye ek document manga jayega usi sim ki jia sim ko aap chalu kara raha hai.uske baad apko ek naya sim diya jayega jo kariban 72 ghante me chalu ho jayega
Sim kiske name par hai kaise pata kare.
Aapko nahi malum hai.Ki khoya huya sim kiski name par hai.Or aap janana chahte hai.To apko ek upay hai.Aap kisi dusre sim se customer care par call karna hai.Or bolna hai sar ye kiske name par sim hai.Bata sakte hai.
To wo aapko kahega sorry ye nahi bata skata hu.To apko Bolna hai.Sar ye sim mera kisi family members ke name par hai.or mujhe pata nahi hai.Me apko apna family member ka name bata deta hu.Aap mujhe bata doge kiske name par hai.
To apko usi family ka name batana hai.Jo lagta hai.usi ke name par ho sakta hai.uske baad apko customer ne kiske name par sim hai.wo bata dega es trick ko mene bahut baar aapnya hai.esiliye me apko bata raha hu.
{Note} Customer ko aap jis bhi member ka name bata rahe ho uski puri details aapke paas hona chahiye.Jese:- Uski pita ka name,Puri adress hona chahiye wo apko kuch bhi puch sakta hai.Galt jabab par sim kiske bane par hai.nahi batayega .So aap es baat ko dhayn rakhte huye baat karna hai.
To dosto apke man me koi sawal hai.Kya khoya huya sim ke bare me To aap mujhe puch sakte hai.Or haa aaj ke liye itna hi ham phir milenge new post ke sath tab tak ke liye jay hind jay bharat
No comments:
Write comment