Namskar dosto ek baar phir se swagat hai . Hamare blogg verma news me aaj me aapko kisi ke bhi call details kaise nikale ke baare me sampurn janakari dene wale hai . Agar aap kisi friends yaa aapne girlfriend ya boyfriend ki call details bina OTP ke nikalana chahte hai . To aap es post ke sath bane rahe .
Dosto wese to aap kisi ki call details aasani se to nahi nikal skate hai . Lekin tarika hai . Jiske madad se aap kisi ka call details nikal skate hai . Lekin inke liye aapke paas wo sim hona jaruri hai . Agar soch rahe hai . Bina mobile liye yaa sim liye uska call history nikal skate hai. To aap esa bilkul nahi kar sakta hai . Kyoki bina mobile liye call details or call history nikalana galat baat hai . Or esaa kar pana possible nahi hai .
Read more :- mobile sim ke call Details kaise nikale ?
Lekin yadi aapko kuch mint ke liye wo phone aapko de deta hai . To aap aasani se uski call details or yaha tak ki uski call recoding bhi sun skate hai . So aaj ki es post me kisi ke bhi call details kaise nikale . Mera matlab us aadmi ka mobile lekar call details kaise nikala jata hai . Wo aap es article ki madad se janege.
Es trick ki madad se aap boyfriend ya girlfriend ya Husband - wife , bhai - bahan ka bhi call details bahut hi aasani se pata kar sakte hai . Bas aapko kuch hi step ko follow karna hai . Lekin isse pahle me aapko kahna chahta hau.
Read more - बचा हुआ Mb Data से पैसे कैसे कमाए
( Note ) kisi ki call details bina kisi parmishan ke nikalana galat baat hai . Esa karne par aapko jail bhi ho skata hai . Lekin yadi aap apne bachhe ya phir apne girlfriend yaa famle ka call details nikalna chahte hai . Ki wo kaha - kaha baat karta hai . Yaa phir uske uper sak hai . Wo galat jagah baat karta hai . Ti aap uski call details nikaal skate hai .
kisi dusre ki call details kaise nikale - दूसरों के फोन की कॉल डिटेल कैसे निकाले? - [100% working trick]
Agar aap bina OTP ke call details nikalana chahte hai . To aap mere diye gaye step ko follow kare . Yaha aapko aasan tarika bataya gya hai . Ki Bina OTPke call details kaise nikale airtel , jio , vi , BSnl sabhi sim ke bare me .
Kisi dusre ki call details kaise nikale jio
Agar aap kisi Jio Sim ka call details nikalana chahte hai . To aap niche diye gaye step ko dhyan se padhe .
Step . 1 Sabse pahle aapko jis phone yaa sim ka call details nikalana chahte hai . Uska phone aap sirf 2 mint ke liye maang le.
Step . 2 Aab aapko us wkati ke phone me message box me jana hai . Mera matlab aapko us wakti ke mobile se ek message send karna hota hai . 121 Par Sabse pahle EPREBILL Sab badi Letter me likhna hai .
Step . 3 Uske baad jis mahine ki caĺl details nikalna chahte hai . Isme aapko pura mahina Type karna hai . Aapko kuch es prakar likhna hai . Jo aap niche image me dekh skate hai .
Step . 4 Or phir ek Email id jis par call Details pana chahate hai .
Step . 5 Aab aapko 121 par Send kar dena hai .
Step . 6 Send karte hi Jio Customer care ki or se aapke phone par ek Message Send kar diye jayega . Jisme aapka password diya rahta hai . Ye password aapko kaha use karna hai . Wo aap niche Step me janege .
Step . 7 Aab aapko Email Kholna hai . Jo aapne diya tha . Usme ek Email aaya hoga . Usme aapko Call Details Jio Customer care ki or se bheja gya hai .
Step . 8 Aapko EBiL ke naam se Message aaya hoga . Usko Open karna hai .
Step . 9 Aab sabse niche PDF mil jayega . Usko Download karna hai .
Step . 10 Open karte hi aapko ek Password mangaa jayega . Yaha par aapke mobile par bheja gya password dalna hai . Password daalte hi us sim ki ek mahine ke call detail aapke display par dikh jayega.
Or haa Agar aap pure saal ka call Details nikalana chahte hai . To aapko uper me diye gaye link par click kare .usme aapko pure details bataya gaya hai ki aap kaise 1 Saaal ka call Details nikaal skate hai . Esi par aap kisi bhi dusre wakti ka call Details nikaal skate hai .
Kisi dusre ka call Details kaise nikalne airtel
Agar aap airtel sim ka call Details nikalana chahate hai . To eska bhi Same Process hi hai .
Sabse pahle message box me Type karna hai . EPREBILL months or phir Email adress uske baad send karna hai . 121 par uske baad aapke call Details or password aapne Email or phone par mil jayega . Jiski madad se aasani se dekh skate hai .
Dosto aap esi prkar se kisi bhi sim ki call Details nikaal skate hai . Bas aapke us sim ki Customer care ka number pata hona chahiye . Me aapko sabhi Customer care ka number niche me bata deta hau . Uske baad Kisi bhi Dusre ke call Details ko esk step ko follow karke kisi bhi sim ki call Details nikal skate hai.
Idea number ki call Details kaise nikale ?
Yadi aap idea user hai . To aap call Details bilkul free me nikaal skate hai. Eske liye aapko koi charj dene ki jarurt nahi hoti hai . Aap idea ke official website par jakar aasani se idea call Details nikaal skate hai . To chaliye step by step jaan lete hai .
Step . 1 Sabse pahle aap aapne phone me Idea Ke Official website open karna hai .
Step . 2 Aab aapko Official website pat Idea Number se Singup karna hai .
Step . 3 Singup karne ke baad Aap es website me login ho jana hai .
Step . 4 Login karne ke bad aapko uper Request icon par click karna hai . Uske baaad Aapko Complaint opsaan par click karna hai . Or Go Yo Opsan par click kar dena hai .
Step . 5 Aab aapke samne kuch es trah ka interface Open hoga . Jaha aapko Month Salect karna hai. Yaha aap us mahine ko Salect kare . Jiska Call Details aap dekhna chahte hai . Jese :- January, Febrary, March And Etc.
Step . 6 Ab aap last step me apna Email id daalkar Confirm ke option par click kar dena hai .
Jab aap itna kar lete hai . Tab aapke Email par kuch samay baad ek PDF ke jariye puri call Details bhej di jayege . Taab aap aasani se Idea Call Details dekh skate hai.
Vodafone Call history kaise nikale
Vodafone number ki call Details bhi aap inke official website se nikaal skate hai. Wo bhi bilkul free me . To chaliye step by step janakari jaan lete hai .
Step . 1 Sabse pahle aapko MY Vodafone website ko Open kar lena hai .
Step . 2 Aab aapko yaha aapne Vodafone number daalkar kuch proccess ko follow karte huye Singup karke Login ho jana hai .
Step . 3 Aab aapko yaha 3 Dot ke option par click karna hai . Uske baad Voice Usage ke option par click karke puri 15 Days ka Vodafone call Details dekh skate hai .
Yah kuch aasan tarike hai . Jiske madad se aap Vodafone call history dekh skate hai . Ye sab to the . Kuch official tatike call Details niklane ke liye . To chaliye aab jaan lete hai . App se call Details kaise nikalte hai .
App se Call details kaise nikale ?
Google par esr bahut se App mohjud hai . Jinke dwara aap online call Details nikaal skate hai . Lekin aaj me aapko mubble Application ke jariye kisi dusre number ki call Details kaise nikale tarike batayunga. Jisse aap free me online call Details nikaal skate hai . To chaliye step by step jaan lete hai .
Mubble App ka use kaise kare ?
Step . 1 Es App ki istemal se mobile recharge kar sakte hai .
Step . 2 Yaha se aap kisi bhi ( Telecom ) Sim ki Data or Balance Check kar sakte hai .
Step . 3 Bahut se Expart App Developer ka kahna hai. Ki es Application ke istemal se Jio , Idea z Airtel , Vodafone , Docomo Saath ne Telecom company hai . Un sabhi ka call Details nikaal skate hai .
Mubble App se call history kaise nikale ?
Step . 1 Sabse pahle aap Google se Mubble App ko Download kar lena hai .
Step . 2 Aab aapko yaha wahi Number Singup karne hai . Jinka call Details Aap dekhna chahate hai . Simple aap wo number daalkar OTP verify ksr le. Or Lenguage Salect karke sabhi parmission allow kar dena hai .
Step . 4 Uske baad aapko Accessibility me jakar Balance Checker Option ON kar dena hai .
Aab aap apne E-mail id me jakar dekh skate hai . Aapki 30 Days call Details nikal gya hoga .
To friends umeed karta hau . Aapko kisi bhi Number ki call Details kaise nikale. Post pasand aayi hogi . Agar call Details nikalne me kisi bhi prakar ki koi dikkat hoti hai . To niche comment box me comments karke jarur batayen .
Or ese hi janakari ke liye hamare blogg ko subscribe jarur karen . To aaj ke liye itna hi ab ham chalte hai . Phir milenge new janakari ke liye tak tak hamare sath bane rahne ke liye aap sabhi logo ko dil se dhanywad ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
दूसरों के फोन की कॉल डिटेल कैसे निकाले?
कैसे OTP के बिना किसी भी संख्या के कॉल विवरण प्राप्त करने के लिए?
किसी की कॉल हिस्ट्री कैसे जाने?
कॉल डिटेल निकालने वाला ऐप्स का नाम क्या है?
Bina otp ke call details kaise nikale
किसी दूसरे की कॉल डिटेल्स app
Online call details
Call details
डिलीट कॉल हिस्ट्री कैसे निकाले
कीपैड मोबाइल की कॉल डिटेल कैसे निकाले
पुलिस कॉल डिटेल कैसे निकालते है
जिओ कॉल डिटेल्स ऑनलाइन चेक
कॉल डिटेल कितने दिनों तक निकल सकती है
एयरटेल नंबर की कॉल डिटेल कैसे निकाले
वोडाफोन की कॉल डिटेल कैसे निकाले
सीडीआर कैसे निकाले
जानिये सिम owner का नाम साथ में 3 महीने का कॉल हिस्ट्री
जियो कॉल OTP बिना विवरण अन्य नंबर
जिओ नंबर की कॉल डिटेल कैसे निकाले
कॉल डिटेल कितने दिनों तक निकल सकती है
एयरटेल नंबर की कॉल डिटेल कैसे निकाले
पुलिस कॉल डिटेल कैसे निकालते है
आज की कॉल डिटेल
वोडाफोन की कॉल डिटेल कैसे निकाले
Mubble एप्लिकेशन कॉल डिटेल
Dusre ki call details kaise nikale
No comments:
Write comment