You Tube par video upload kar ke log lakho rupaye kamate hai । Lekin kya aapko pata hai । Ki aap You Tube par animation videos upload karke bhi paise kama sakte hai । Ji haa aap cartoon videos bhi you Tube par animation videos upload karke lakho rupaye nahi karodo rupye kamaya jaa sakte hai ।
To chaliye aaj ke es post me aapko cartoon videos kaise banaya jata hai । Yaha aapko ham Top 10Cartoon Video yaa animation videos makers ke baare me batane wale hai ।
Read more - सरकारी नोकरी ढूढने के लिए कोण सा वेबसाईट है ?
You Tube se paise kamane ke liye sirf videos banana yaa unhe upload Karna hi sab kuch nahi hota hai । You Tube par animation and cartoon video banane wale bahut hai । Lekin safal wahi hota hai । Jo kuch alag karke dikhata hai ।
Read more - छात्रों के लिए ऑनलाइन कमाई करने वाली वेबसाइट ?
Animation videos yaa cartoon video dono ek hi vikalp hai । Aap sab nirmit cartoon video se paise kama skate hai । Lekin ye aapki videos gunwata par nirbhar karta hai । Ki wo kitne logo ko lubha shakti hai । Kitne log aapke pure videos ko dekhte hai । Yaa kitne log aapke videos ko like yaa share karte hai ।
Read more - मोबाइल के स्पीकर से पानी निकालने वाला वेबसाइट ?
Animation videos ko ek tarah se alag hi duniya hoti hai । Eske liye aapko internet par bahut si website mil jayenge । Jo animation videos banane ki Tools deti hai ।
Mobile se cartoon video kaise banaye - कार्टून बनाने वाला कौन सा ऐप है?
Mein yaha aapko Jin website ke baare me bata raha hu । Sab aapko animation cartoon videos banane ki sarvice deti hai । Inme pahle se templates design ki huyi rahti hai। Aani aapko character , scenery , voice , music , and , sound , effect , marketers , freelance sab kuch pahle se milega ।
Aapko sirf inhe apne hisaab se design karna hai । Udhahran ke liye aapne kisi ladki ka kirdaar chuna hai । To aapne use kis hisaab se design karna hai। Yaa kis style me look dena hai ।
Uska kad uchai kitna hona chahiye
Uska rang kaisa hona chahiye
Uske baal kaise yaa kitne lambe ho ।
Uska mekap kaisa ho
Uske kapde kaise ho
Wo moti ho yaa patli
Uski aawaz kaise honi chahiye
Uske pero me jutte kaise ho
Uske haat me kya ho
Uske sar par topi kaise ho
Uska chehra aankh , naakh , kaan , muh , honth kaise ho ।
Sochiye aapko kisi Creater ko itna design karne ki sarvice mili hai । To aap kaise look de skate hai । Ye charit inshan ke alawa koi bhi ho sakta hai । Wahi ese hi jis trah se aapne design Kiya hai । Baaki bhi kar skate hai । Udhahran Baal Hanuman or anay natak ।
To aab aapko yaa kahne ki jarurt nahi hai । Ki aap animation videos kaise bana skate hai । Kyoki ye bahut hi simple hai yaa aap kisi bhi Cartoon marker studio par jakar ese tray kar skate hai ।
Top 10 Cartoon Maker Websites & Tools ?
Mujhe koi sak nahi hai। Ki aap You Tube se paise kama skate hai । Saath hi ye bhi sach hai । Ki aap website Tools me behtar se behtar animation videos Creater kar skate hai । Bas aapko bahut si animation videos or cartoon marker tools ko tray Kiya hai । jinme se yah me apne pasand ki kuch website ke baare me yaha bata raha hu । Mujhe aasha hai । Ki aapko bhi ye pasand aayegi ।
1. Renderforest
Ye All-in-one branding platform with high quality designs ke saath aata hai । Or high-quality videos, logos, graphics, mockups, and websites with minimal time and effort ki subidha deti hai ye cartoon making me 2019, 2022 and 2022 ka wejeta raha hai ।
Goanimate ek most popular cartoon marker website hai । Es par aap professional cartoon bana skate hai । eski sabse achhi baat ye hai m ki use karne me bahut aasan hai । Or aapko ese use karne ke kisi trah ki janakari ki jarurt nahi hai । esse se aap High Quality ke animation video bana skate hai । Graniment के Paid Tools hai । Aapko $ 80 prati maah wetan dena hoga । Lekin aap eska 14 din free plan use kar skate hai ।
Video par aap 45 Second ke animation video free me trail me bana skate hai । Lekin es se jyada bada lamba samay tak video banane ke liye aapko eska primium plan charj dena hota hai । Eska aap promo code use karen । Jisse aap 80 % Discount se plan Upgrade kar skate hai ।
Business presentations, slideshow animated video banane ke liye powtoon
Ek bahut hi behtarin website hai । Es par cartoon videos banane ke आपको Sign Up karna hoga । Ye aapko Powtoon koi naa koi Offer dega । Ye ek bahut hi behtarin Upkaran hai m lekin ese banaya video me eska Watermark add hota hai ।
Ese hatane ke liye aapko Powtoon ka premium plan kharidna hoga । Powtoon students and techar ke liye videos design me behtar suwidhaye deti hai । To agar aap study se sambandh videos banana hai m to ye aapke liye hi hai ।
Animaker sylies cartoon banane ka Tools hai m esme important features ye hai । Ki ye aapko perfect cartoon video banane me madad karta hai । Eske liye ye aapko videos banaye samay videos ko or behtar banane ke sujhaw deta hai । Agar aap samany high quality video wale cartoon videos bana skate hai ।
Online video and animation solutions ke liye animatron ek best tool hai । Es ne aap cartoon & animated videos ke alawa HTML5 video animation bhi bana skate ho । ye animation video making ke liye studio bhi provide karta hai ।
Moovly animated video banane ka ek ye sabse achha Tools hai m es me dusre animation videos mekar me bahut fark hai m es se aap videos me antrikat dhawniya (additional sounds) jod skate hai । Ye fytucher har cartoon video maker tool me upalbandh nahi hota hai । saath hi aap 10 Mint tak ke videos bana skate hai। Ye asimit videos bana skate hai ।
Draw Cartoons 2
Es App ke naam se hi aapko samjh me aa gya hoga । Ki ye cartoon banane wala App hai । es App ki madad se aap bahut achhe cartoon videos bana skate hai । Es me aapko Kai sare achhe features milnge । Ji ke madad se aap bahut Smooth cartoon videos bana skate hai ।
Es App me aapko Library milegi । Jisme pahle se kai saare Chartere hai । Jinme aap apne anushr Customize karke Cartoon videos bana skate hai । Ek baar aap es App ka achhe se istemal karna Sikh jaaye । To Aap es App se bahut hi achhe cartoon videos bana skate hai ।
Or es App ki popluraty ka andaza aap esi baat se laga skate hai । Ki es App ko abhi tak 1million se bhi jyada baar Download Kiya jaa chuka hai । Or saath hi me 3 lakh Review ke saath es App ki Ratting 4.4 🌟 hai । Jo ki kaafi achhe Ratting Mila hai ।
Flipa Clip
Agar aap ek achha animation cartoon videos banane wala App ki talash kar rahe hai । To aapko ye bahut pasand aane wala hai m kyoki es me aap bahut hi shandaar animation videos bana skate hai ।
Or es App me aapko Kai saare behtarin Tools milnge । Or saath hi es me aapko Kai tarah ke features milnge । Ek achha animation videos banane ke liye । Or es me aapko Photoscpoing or stop motion jese Kai behtarin features mil jayega ।
Or es App kitna achha hai m aap eska andaza esi baa se laga skate hai । Ki es ki Users Ratting 4.4 🌟 hai । Jo ki dusre sabhi cartoon banane wale Apps ke mukable kabhi achha hai । Or sath hi ye App play Store ki trah se Editor Choice bhi hai m jisse aap andaza laga skate hai । Ye App kitna achha hai ।
MJOC2
Yah ek bahut hi achha cartoon banane wala App hai । Jiski madad se aap cartoon videos bana skate hai । Es App me aapko Kai sare features milte hai । Jiske wajah se ye kaafi achha cartoon banane wala App ban gya hai ।
Agar aap You Tube ka istemal karte hai । To aapne kabhi na kabhi make joke of You Tube channel ko jarur dekha hoga । Jiske wartman samay me 10million se bhi jyada subscribe hai । Es channel par jitne bhi videos upload hote hai । Sabhi me kuch esi trah uplod hote hai । Sabhi me kuch esi trah ke cartoon ka istemal karke videos banaya gya hota hai ।
Saath hi aap es me cartoon banane ke saath us me apni aawaz bhi de skate hai । Or bahut achhe Cartoon videos bana skate hai । Agar aap You Tube par videos dalane ke liye cartoon banane wala App ki talash kar rahe hai । To aapko ye App ek baar jarur Try karke dekhna chahiye ।
Plotagon Story
Es App ka istemal karke aap bahut hi achha cartoor videos bana skate hai । Es me aapko bahut saare features milenge । Or saath hi es me aap Character ko apni aawaz bhi de skate hai ।
Lekin es App ka Size Thoda jyada or agar aapke mobile ka processor bahut kamjor hai । To ho skata hai । Ki ye App thoda Mobile ko Hang karen । Or Starting me ho skata hai । Aapko es App ko istemal karne me pareshani ho । Kyoki es me jyada option hone ke wajah se । Lekin jab aao es App ka istemal karna achhe se jaan jayenge । To aap eski madad se bahut achchhe cartoon videos bana skate hai ।
Es me aap apne anushar character bana skate hai । Or eske alawa aap es me additional character or Scene ko bhi Download kar skate hai । Apne anushar jo ki es App ki bahut khash banata hai ।
PicsArt Animator
PicsArt Animator ek Frame by Frame animation video banane wala app hai । Jo ki PicsArt, Inc. Dwara banaya gya hai । Es App me aapko Kai sare aachhe features animation videos bana skate bai ।
Or es App ki sabse achhi baat hai । Ki ye App 100% Free hai । Or es me aapko Ads bbi dekhne ko nahi milega । Dusre Apps ki tarah es me animation bhi bana skate hai । Or aap esme animation ki Length or Speed bhi control kar skate hai ।
Es me aapko animated stickers, customizable movement, sketching tools or videos pqr voice over karne ka feature bhi milega ESI ke aap apne banaye gaye animation ko As vides bhi Save kar skate hai । Or aap GIF me bhi save kar skate hai ।
Toontastic 3D
Toontastic 3d ek esa cartoon wala app hai । Jo ki aapko play store par Teacher Approved tag ke saath milta hai । Ye ek bahut hi achha animation cartoon banane ka App hai। Jiski madad se Aap Kai Prkar ke cartoon video bana skate hai ।
Es me aapko Kai saare behtarin Tools or feature milnge। Jinke madad se aap aasani se cartoon bana skate hai । Saath hi es me aap apne anushar character bana skate hai । Or inhe colour bhi kar skate hai । Or es ke alawa es me aapko pahle se kai saare setting milnge । Jinhe Aap Pink kar skate hai । Or aap es me chartere ko apni aawaj bhi de skate hai ।
TweenCraft
Ye ek 2D animation app hai m jiski madad se aap 2d cartoon videos movement or create Custom charter jis Kai achhe features milenge । Jin me aap aapne cartoon videos ko bahut achha bana skate hai ।
Eske alawa aap es me apne anushar background laga skate hai । Or es me aapko pahle se bane huye chatter bhi milenge । Jinka aap use kar skate hai । Cartoon videos banane ke liye bahut hi achha App hai ।
Es me aapko chartere ke Expression bhi milega । Or aap es me banaye gaye cartoon vides me apne anushar Sound Effect bhi daal skate hai ।
( Note ) Esi trah se dosto me aapko You Tube channel par aapko sahi janakari Provide karte hai । Jisko aap jarur subscribe karna hai । To kya aapke man me koi sawal hai । To aap hame comments box me jarur bataye ।
Ese hi jankari ke liye aap hamare blogg ko subscribe jarur kare । Aaj ke liye itne hi hamare blogg ke anat tak Bane rahne ke liye aap sabhi logo ko dil se dhanywaad ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
No comments:
Write comment