Sunday, December 3, 2023

Jio Phone me Wifi connect kaise kare?

By:   Last Updated: in: ,

 Hello friends,Aaj ke es post ke madhayam se shikenge ki jio phone se wi- fi connect kaise kare,Or Apne jio phone me internet istamal kaise kar sakte hai.

 

Jio Phone me Wifi connect kaise kare?


Jio phone me ke bare me aap sabhi to jarur jante hi honge kyoki jio phone ko ham sabhi trah ke picture mil rahe hai.Like- data sharing ke liye hotspot, android mobile,ki trah whatsapp, facebook dusre number par call ko transfer karne ke liye call divert etc or aaj ham jio phone features ke sirij me aage badhte huye aaj me jio mobile me Wi-Fi connect kaise kare esi ke uper baat karenge.


Jio Phone me Wifi connect kaise kare?

Aagr aapke najdiki me koi open agar network hai Yaa dusre phone me hotpot on karke Aap badi hi aasani se apne jio phone se Wi-Fi connet kar sakte hai.Or internet ka fyada utha sakte hai agar aap android ,mobile, computer me wifi connect kaise karte hai.janana chahte hai To hamari post ko anth tak jarur padhe.


Jio phone me wifi on karke aap bahut hi asani se internet data access kar sakte hai Bas apko kuch steps ko follow karna hai. 


(Note) agar aap android phone se jio me internet data share ya use karna chahte hai.To sabse pahle aap apne android phone ki hotpot on karna hoga iske baad aap jio phone me wifi connect kar payenge.

 

Step:1 sabse pahle aap apne jio phone ki setting me jaye uske baad wifi ki option par jaye.Apko  yaha wifi ki setting off dekhai dega apko use on karna hai.

 

Step:Ab apke samne sare wifi available network dekhi dega us par click kare.


Step:3 Aab yaha najdiki ke sare wifi network show honge esse apko apna wifi select karna hai.   


Step:4 apni network ko select karne ke baad aapse ek password manga jayega wo daal kar wifi connection kar sakte hai.


{Note} Agar aap apni smartphone se hotpot on kiya hai or apko password nahi pata hai To aap apne mobile ke hotpot ke setting me jakar password ka pata kar skate hai.


Fiends,Aaj hamne jana ki kaise ham apne jio phone me wifi connect kar skate hai.Ye jankari apko kaisa laga aap hame comment me bata sakte hai.Or eske alwa aapke paas or kuch sawal hai.To aap wo bhi bata sakte hai.Me aapki helps jarur karunga 


To dosto aaj ke liye itna hi ham phir milenge new post ke sath tab tak ke liye jay hind jay bharat

No comments:
Write comment