Tuesday, November 21, 2023

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें | Mobile ki location kaise pata kare ?

By:   Last Updated: in: ,

 

Dosto agar aap janana chahate hai . Ki mobile number se location kaise pata kare . Yaa phir aap ye janana chahte hai ki Band mobile number ko location kaise pata kare .  (how to track someone location with Mobile Number) aap me se ese bahut se log honge . Jinko es ke baare me koi janakari nahi hogi . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?

Band Mobile number ki Location kaise pata kare . Yaa phir Mobiles ki location Trace kaise kiya jata hai . Jab kisi ka Mobile chori ho jata hai . Jab Gum ho jata hai . To us estiti me aap apne Mobile ki location ko pata karna chahte hai . 


Read more - Keypad mobile ke call details kaise nikale ?


Us estiti me aapke paas 2 Option hote hai . Jo aap khud apne Mobile ki location Online Trace kar skate hai . Nahi to dusra Tarika yah hai . Ki Aap apne Mobile ki location pata karne ke liye Police ki sahayata le skate hain . Aapko Police ko apne Mobile ki EMI Number dena hota hai . 


Read more - किसी दूसरे के कॉल डिटेल्स कैसे निकाले ?


Jisse Police apne Advance Divace ki madad se aapke phone ki location ko trace kar skate hai . Es post ke jariye ham aapko batayenge . Ki bhi Mobile ki location kaise dekh skate hai . Or ye bhi aapko batayenge ki aap apne Mobile ke EMI Number ko kaise nikaal skate hai . To chaliye ab eske baare me janate hai . 


Read more - मोबाइल के कॉल डिटेल्स कैसे निकाले ?

 

Aaj ke samay me har kisi ko bina matalab ke call aaye hai . Or unko pareshan karte hai . Or jab unse puchha jata hai . Ki aap konn hai . Kaha se bol rahe hai . To koi jabab nahi dete hai . Ese ghantnaye ladkiyo ke saath bahut jyada hoti hai . Kyoki kuch log ladkiyon ka number idhar udhar se le lete hai . 


Read more - Best Datting site


Or unko baar -  baar phone karke pareshan karna shuru kar dete hai . To ese log ke baare me janakari Lena aaj ke samay bahut hi jyada aasan ho gya hai . Or jaruri bhi hai . Taaki wah dusri baar aapko phone karke tang Naa kar sake . To chaliye aab ham baat karte hai . Ki mobile number se Location kaise pata kar skate hai . 


बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?

 Dosto Agar aapke mobile Switch off hai yaani band hai . Or aap uske location ko dekhna chahte hai . To me aapko bata deta hau . Ki eska ek hi Rasta hai . Jisse aap apne khoya Huwa mobile Band Mobile ke location ko trace kar skate hai . 

Read more - Mobile number se Name Adress location kaise pata kare ?


Band Mobile ke Location Trace karne ke liye aapko apne Mobile aani jis mobila ka aap location ko dekhna chahte hai . Uska EMI Number aapke paas hona chahiye . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?


Agar aapke paas EMI Number nahi hai to me aapko bata deta hau . Ki Us mobile ke Cover me EMI Number likha hota hai . Or Agar Cover bhi nahi hai to aapko us mobile me lage Sim card ka Number apako pata hona chahiye . 


Read more - मृत्यु का तारिक बताने वाला वेबसाइट ?


Mobile number agar aapko pata hai .  To sidha aap Police ke paas jaaye . Kyoki Police ke paas hi Wo Application hai jisse aapke Mobile number se Location Trace kar skate hai . 


Police aapse 1000 rupya lega . Lekin aapka Switch off mobile ka Location Trace karke aapko bata dega . Ki aapka mobile kaha par hai . Eske alawa dosto aap band Mobile ke Location Trace nahi kar sakta hai . 


Read more फोटो से डिटेल्स कैसे निकाले ?


Agar aapka mobile Chaalu hai . Or aapko Trace karna chahte hai. To me aapko Mobile Trace karne ka tarika bata deta hau . Balki Aap Switch off mobile ke Location Trace khud  se nahi kar sakte hai . To chaliye agar aapka mobile Chaalu hai . Or aap uska Location ko Trace karna chahte hai . To hamare saath Bane rahe ant tak . 


Mobile Number Se Location Kaise Pata Kare?

Agar aap mobile ki location ka pata karna chahte hai । To eske liye liye 2 tarike hai । Or yah dono tarike Google ke khud ke hi hai । Aapko janakari ke liye bata de।  Ki Android operating system me kai ese fytechar diye gaye hai । Jisse aapke phone ki sefti rahti hai.  



Agar aapka Android operating systems wala phone kho gya hai . To aap badi aasnai se apne phone ki location ko trace kar skate hai.  Or es features ki madad se aap chori huye ya gum huye phone ko aasnai se dundh skate hai . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?


 

Agar aapke paas Android phone me alawa dusra keypad wala phone h hai . To usko trace karna thoda mushkil hota hai . Kyoki us phone me esa koi bhi features nahi hota hai . Jisse ki aap apne Mobile phone ko trace kar skate hai . Esliye agar aapka phone Android operating systems wala hai . To usko dundhna  ki koshish ki jaa sakti hai . 


Click Now


Bina Truecaller kisi bhi mobile ki location kaise pata kare ?

Step.1 Sabse pahle aapko apne Mobile phone ke Desktop Yaa laptop me trace.bharatiyamobile.com website par Jana hoga . 


Yaa phir aap hamare diye gaye link par click karke bhi es website par Jaa skate hai.  Link appko niche me dikhai de raha hai . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?


Step.2 phir waha par aap jis bhi mobile ki location search karna chahte hai . Us number ko daal kar search karna hoga . 


Click Now


Step 3 jese hi aap mobile number ko es website par dalte hai . To aapko Jo details dikhai de raha hoga . Usme telicom opretor ki janakari bhi shamil hogi . Saath hi yaha bhi bataya gya hoga . Ki aapka number GSM hai . Ya CDMA hai . 


Google Find My Device App ki madad se mobile location Trace karna ( Email id mobile Trace kaise kare ) 

Jese ki hamne apako pahle bhi bataya tha . Ki agar aapne mobile ki location ko trace karna hai . To eske liye aap Google ki sahayta le skate hain . Eske liye aapko Google ki ek Find my Devaic App ko Download karna hoga . Or es App ko kaise istemal karna hai . Eske liye aapko hamare dwara bataye gaye step ko Follow karna hoga . Jisse aap badi aasnai se es App ka istemal kar skate hai . 


Click Now


Step.1 Sabse pahle aapko apne phone me mohjud Playstore me Jana hai . Or waha jakar aapko Find my Devaic App ko search karna hai . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?


Eske baad appko Find my Devaic App aa jayega . Aap waha se Download kar skate hai . Yaa phir aap hamare diye gaye link par click karke bhi download kar skate hai . 


Step.2 Jese hi aap App ko install kar lenge . To usme wah aapse Gmail ID or password mangega . Ek baat ka dhyan rahe hai . Aapko wahi Gamil I'd or password ko dalana hai . Jo aapke chori huye yaa Gum ho chuke mobile me aapne daali thi . 


Step.3 Eske baad aapse Find My Devaice App mobile ki location Access karne ki parmishan mangega . Aapko Allow par click kar dena hai . 


Click Now


Step.4 Yah aapne Esliye karna hai . Taaki aapke chori Yaa Gum huye mobile or aapke bich ki duri ke baare me bata sake.  


Step 5  Aap jese hi Allow par click kar denge . To aapke mobile me App open ho jayega . Jisse aap apne Mobile ki location ko dekh skate hai . Parnatu Ek baat ka dhyan rakhe.  Ki mobile ki location apako tabhi batayega.  Agar aapke chori huye mobile phone ki location On Rahegi . Or usme internet chal Raha hoga . 


Website ki madad se mobile number Location pata kaise kare ? 

Es tarike me aapko Mobile Yaa PC ke Chormme Browse me Jana baj . Or waha par aapko Android Devaice Manger Likhkar search karna hai . Jese hi aap search karoge . To aapke samne ek website open ho jayegi . 


Click Now


Aap agar itna search karna nahi chahte hai.  To eska link me aapko niche me de diya hau . Aap us par click karke direct Us website par Ja skate hai.  


Yaha website Google ki khud ki hi hai . Or es website me aapko khoye huye mobile ki GMail I'd ke baare me puchha jayega . Jese Aap apne GMail I'd us me Daaloge to Yah website aapko Mobile Phone ki Location dikhane lag jayegi . 

 

Es website ki madad se aap apne chori Yaa khoye mobile ki location tabhi pata chal kar skate hai . Jab aapke mobile phone ki location on hai . Or usme internet chal raha hoga . Es website me aapko or bhi kai option dekhne ko mil jayega . 


  1. Aap Play Sound par click karke apne Mobile phone ki Ring ko Baja skate hai . 

  2. Lock wale option par click karke aap apne Mobile ko lock kar skate hai . 

  3. Eraser option par click karke aap apne Mobile ke Data ko delete kar skate hai . 


Mobile number Trace App se mobile ki location kaise pata kare ? 

Uper bataye gaye step 2 tarika ke alawa agar any kisi tarike ka istemal karke apne Mobile ki location ko Check karna chahte hai . Eske liye aapko Google Playstore me jakar Mobile Number Tracker App ko Download karna hoga .

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?

 

Ye App es prakar ke honge.  Aap eska image niche me dekh skate hai.  Or aap eska link ko niche me dekh skate hai . Jispar aap click karke Mobile number tracker App ko Download kar skate hai. 


Click Now


Es App ka fyada yah hai.  Aapke mobile me jitne bhi Number Save hai . Un sab ki location ke baare me aapko bata deti hai .  Or yah App bilkul free hai . Es App ko Istemal kaise kiya jata hai.  Eske liye aapko hamare dwara bataye gaye steps ko follow karna hoga . 

 

Step.1 Sabse pahle aapko Google Playstore me jakar Mobile Number Tracker App ko Download karke apne Mobile phone me install karna hoga . 


Step.2 Jab aap es App ko open apne Mobile phone me Install kar lenge.  To aapke samne 2 Option aayenge . Jinme se aap ko Strat par click karna hoga . 


Step.3 eske baad aapko us App me mobile number Enter karne ke liye kaha jayega . Aap jis bhi mobile number ke baare me jnakari Lena chahte hai . Aap us number ko Is App me dalane ke baad Submit par click karna hoga . 


Step.4 Jese ho aap Submit par click karte hai . Mobile screen par aapke samne us mobile number ki location aa jayegi . 


Phone locator App se mobile ki location pata kaise kare ? 

Phones Loctor Ek Chhota saa App hai . Jisko aapne mobile me Download karke install karna hai . Or yah App aapke phone me Bahut kam Space leta hai . Es App ki madad se aap number ki location ke saath alag - alag View bhi dekh skate hai . Aap es App HYbrid view dekh skate hai . Ye sare views aapko number ki sahi location pata karne me kaafi madad karte hai . 


Trace mobile number Current location online website ? 

Agar aap online mobile number ki list location kisi website ke jariye dekhna chahte hai m jaha se aap mobile number ki Current Location Trace Kar skate hai . Parntu ham aapke saath kuch website ke naam share karne jaa rahe hai . Jaha se aap bade hi aasnai se mobile number ki Current location Trace kar skate hai . 


  1. Find and Trace

  2. GizBotMobile 

  3. Number Tracker

  4. eTrace

  5. Trace Bhartiya Mobile


Google map se mobile number trace kaise kare ? 

Google Map se mobile number Trace karne ke liye aapko hamare dwara bataye gaye kuch steps ko Follow karna hoga . Uske baad aap apne Mobile phone number ki location pata kar skate hai . 


Step.1 sabse pahle aapko apne computer par https://www.google.com/android/find Website ko open karna hoga . Yaa phir aap hamare diye gaye Link ke madad se bhi aap es website par Jaa skate hai . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?


Step.2 Phir aapne Google Account se login karna hoga . 


Step.3 Aapko usi GMail account se login karna hoga . Jis Gmail ID se aapka phone login Kara huwa hoga . 


Step.4 Phir aapko apne Mobile phone ka brand or model dalana hoga . 


Step.5 Android Devaice Manger Ab aapke phone ki location ko Google Map par tracke karega . 


IMEI Number se Mobile tracke kaise kare ? 

Jesa ki haam sabhi janate hai . Ki har mobile ka alag - alag IMEI number hota hai . Jab bhi aap Police ke paas apne Khoye huye Yaa Chori huye phone ki Compliance likhwane jaate hai . To wo aapse IMEI number ke baare me puchte hai . 


Read more - Mobile ke IMEI number kaise nikale ?


Jab bhi koi aapke khoye huye yaa chori huye phone me koi naya sim dalta hai . To us samay IMEI number kaam aata hai . Police IMEI number sarvice Company ko de deti hai . Jese hi us phone me koi naya sim dalta hai . To aapki janakari sim company Police ko de deti hai . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?


Es tarah aap apne khoye phone ki talash kar skate hai . Parntu yah police par nirbhar karta hai . Ki aapka wah phone kitni jaldi khoj skate hai . Kyoki unke pas ese or bhi bahut si Complaint pahle se hi aaye huye hoti hai . To es estiti me kabhi kabar aapka phone Milne me der bhi lag skati hai . 


Mobile Number Se Location pata karne Wala App

Find My Device

Truecaller

Find My Friends

Glympse – Share GPS location

India Trackers

Family Locator & GPS Tracker

GPS Phone Tracker

Caller ID & Location Tracker


Mobile number se Location pata karne wala website ? 

  1. Bhartiya Mobile 

  2. Find and Trace

  3. BmobileMobile 

  4. Number

  5. TrackerGadgetCouncil

  6. Best Caller


India TraceTrace Phone Number

Aab aap jaan chuke hai . Ki Google ki madad se kisi bhi Mobile ki location kaise pata kar skate hai . Or kisi bhi mobile ko dhudhna itna aasan nahi hota hai . Kyoki jis Insan ne aapke mobile ko chori Kiya hoga . Wah aapke phone ki location ko band kar deta hai . Jiske bad aapke liye mobile ko dhundhana muskil ho jata hai . 


Lekin aapko yah samay - samay par koshish karte rahna hoga . Kyoki kya pata kab wah phone ki location ko On kar de . To kisi bhi mobile ko dhudhne ke liye us Mobile ki location ko On hona bahut jaruri hai . 

बंद मोबाइल की लोकेशन कैसे पता करें  | Mobile ki location kaise pata kare ?


Umeed karte baj . Ki aapko hamare diye janakari se aapke jo bhi sawal hai . Unke jababa mil gaye honge . Agar aapko es janakari se smabnadhitdh koi bhi Daut hai . To aap hame niche comments box me bata skate hai . 


Kyoki ham aapke har sawalo ka jabab dete hai . Or agar aapko hamare diye gaye janakari achha laga hoga . To aap hamare blogg ko subscribe jarur kare . 


To Aaj ke liye itna hi hamare blogg ke ant tak Bane rahne ke liye aap sabhi logo ko dil se dhanywaad ,,,,,,,,,,,,,,,,,,


FAQ (Frequently Asked Questions)

Kisi dusre mobile ki location kaise dekhe ? 

Kisi dusre mobile ki location pata karne ke liye App Google ki hi App Find my Devaic ka istemal kar skate hai।  Nahi to aap police ki madad se apne mobile ka IMEI Number dekar usko Track karwa skate hai । 


Google Map se Mobile number track kaise kare ? 

Aap Google map me mobile number track kar skate hai । Google Map se mobile number track karne ke liye aapko uper bataye huye steps ko follow karna hoga । 


Kisi number ki janakari kaise nikale ? 

Truecaller ka istemal karke aap kisi bhi number ki janakari nikaal skate hai । 


Phone number se name kaise pata kare ? 

Truecaller ka istemal karke phone number se naam pata kar skate hai । 


Kya mobile ke switch off hone par location pata kar skate hai ? 

Nahi , bilkul nahi । Agar aapke khoye hoye yaa chori huye mobile ko Switch off kar diya gya hai । Es estiti me Police bhi Mobile ki location ko track nahi kar skate hai । 

 

Kya Airplane mod par location pata chal sakti hai ? 

Bilkul nahi । Agar aapke mobile me sim hai । To ho aap mobile ki location ko dekh skate hai । Lekin Find my Devaic ek ese App hai । Jisko istemal kar ke aap mobile ki location ko bina sim ke bhi track kar skate hai । Eske liye aapko sirf Email id Ki jarurt padti hai । 


Khoya Huwa mobile kaise pata kare ? 

Agar aapka mobile phone chori ho gya hai । To aap apne chori huye mobile number ki sikayat Darj karwane ke liye 14422 Helpline Number par call kar skate hai । Yaa Message bhej skate hai । Yah helpine number Kendra sarkar ne badhti huye mobile chori ki ghatano ko dekhkar jaari kiya gya hai।  Jese hi aap apne sikayat Darj karwa dete hai । Usi samay se Police or sewa pradata company mobile ki khoj me lag jayegi । 


Kya Police mobile ki location pata karne me madad karegi ? 

Ji haa ,Agar aapke paas chori huye yaa khoya Huwa mobile ka EMI Number hai । To aapke IMEI police ko batana hoga । Uske baad hi Police Advance Divace ki madad se aapke mobile ki location ko track kar skate hai । 


Switch off mobile ki location kaise pata kare ? 

Agar aapka phone chori ho gya hai।  Yaa khoy gya hai।  Or aapka wah phone switch off hai । To aap apne Switch off  number ki location ko Pata kar skate hai . Kyoki agar aap apne phone ki location pata karna chahate hai . To uske liye apaka phone Gooi Account or internet or Google Account ke bina to police bhi aapke Switch off number ki location ko track nahi kar sakte hai . 


Gmail I'd se location kais pata kare ?

Aapne Gmail I'd se mobile ki location pata karne ke liye sabse pahle aapko Google Play Store par Jana hai . Or waha par Find my Device.Qpp ko install kar lena hai . Phir us App me aapko apne khoye huye mobile ki GMail I'd or password dalana hai . Or phir App me Password dalana hai . Or phir App me location Access ko Allow kar dena hai . Allow karne ke baad aap apne mobile ki location dekh skate hai . Parantu yah eske liye bhi aapke mobile phone location On honi chahiye . Or internet bhi chalta Huwa hona chahiye . 

 

Band Mobile ki location kaise pata kare ? 

  1. Band mobile ko location kaise pata karne ke liye sabse pahle aapko Google Play Store me jaa kar Find My Devaice App ko Download karke Install karna hoga . 


  1. Phir aapko App me jakar Location Access ko Allow kar dena hai . 


  1. Usme baad App ko Chori huye Gmail ID or password se Login karna hoga . 


  1. Uske baad aapke mobile App me aapko band mobt ki location dikhai dene lag jayegi . 


  1. Agar aapko phone ki location On hai . Or mobile ke saath Connect hoga.  Tab hi aapko mobile location ka pata lag sakta hai . 


Agar aapko Esme bataye gaye Janakari ko aapko Pure Details se janana chahate hai . To aap ko uper me sabhi ke baare me details se janakari diya gya link dikhai de raha hoga . Balki aap Sim card se releted koi bhi janakari ko janana chahate hai . To aapko uper me sabhi link dikhai de raha hoga . 


Aap us par click karke Sabhi details ko dekh skate hai . Aani jaan skate hain . Link par click karke aap details se janakari ko jaan skate hain . 


आप ये भी पढ़े ।


- कपड़ा हटाने वाला एप


- कैसे पता करे आपके सिम कार्ड पर कितना सिम चल रहा है ?


- किसी को उसी के नंबर से कॉल कैसे करें ?


- गूगल से कॉल कैसे करें ?


Fake call kaise kare ?


Dusre ka sim band kaise kare ?


स्विच ऑफ नंबर की लोकेशन कैसे पता करें?

मोबाइल नंबर से पता करें कौन कहां है?

बंद मोबाइल को ट्रैक कैसे करे?

मोबाइल नंबर से लोकेशन कैसे पता करें App

Truecaller se location kaise pata kare

मोबाइल नंबर की सही लोकेशन Online

गूगल मैप से मोबाइल नंबर कैसे ट्रैक करें

जियो फोन में लोकेशन कैसे पता करें

लाइव लोकेशन कैसे देखें

फोटो से लोकेशन कैसे पता करे




No comments:
Write comment