Thursday, February 22, 2024

उम्र देखने वाली वेबसाइट कैसे बनाये । Age calculator online by date of birth

By:   Last Updated: in: ,

 

Dosto kya aap wartman samay me apni sahi umra ki ganna kar aate paate hai . Current Date me aapne date of birth se lekar aaj ke ke tarikh me aap kitne saal  , kitne mahine  , or kitne din ke ho gaye hai . Yah aap kuch hi samay me nikaal lete hai . To yah ek achhi baat hai . Lekin har kisi ko kam se kam samay me apni sahi Age Calculate karna nahi aata hai . Or bahut se logon ko es me problem bhi nahi aati hai.  

उम्र देखने वाली वेबसाइट कैसे बनाये । Website Age Checker Se Paise Kaise Kamaye

Abhi ke samay me esi bahut si Jobs nikalti hai . Or bahut se Education or Exam Forms hote hai . Jisme disha rahta hai . Ki es tithi me apne kitne saal , mahine , or kitne din ke ho gaye hai . Ye sabhi Calculate karke us field me bharna hota hai . To abhi tak aap apni sahi umr ki ganna karne me Problem Face karte hai . Yaa bahut adhik samay lagate hai . To Aaj me aapko ek Online Site or ek App ke baare me bataunga . Jisse aap sabse Fast tarike se apni Age Calculate kar skate hai . 


Read more - ladki ke kapde hatane wala website 

 

उम्र देखने वाली वेबसाइट कैसे बनाये । Age calculator online by date of birth

Dosto yaha par me aapko 2 tarike bata raha hu . Ek website hai . Or dusra Android App hai . In dono tarike se aap bahut hi aasan or simple tarike. Se apni sahi umr nikaal skate hai . 


Read more - photo saaf karne wali website 


Step.1 Sabse pahle aapko Google par Jana hai . Or search karna hai . Age Calculator , Aapke samne website aa jayega . Yaa phir aap hamare diye gaye link par click kar ke bhi jaa skate hai . 


               Age Calculator 


Step.2  To dosto Yah site Open hone ke baad aap dekh skate hai . Ki Age Calculate karne ke liye Aapko 2 field di gayi hai . Jisme aap ko es trah se bharna hai . 

Age calculator online by date of birth


Step.3 Date Of Birth - Es field se apni janmatithi ko slarct karna hai . Yaha par aaj ki date di gayi hai . Ese Aap Change karke apne Date Of Birth ko add karna hai . Jese Yaha par Pahle Month hai . Us par click kare or apni Month chune , Second option se din ko salect kare. Or tisre Option me aapna Years Enter kare . Aap niche image me dekh skate hai . 

Age calculator online by date of birth


Step.4 Maan lo aapki janmatithi 12-05-1995 hai . To Date of Birth wale Field me pahle Option se May ko Salect kare . Aab dusre Option se Tarik 12 Ko salect karen . Or tisraMe 1995 likhe. 


Step.5 Age at the date of - Es Field me aapko us Date ko Salect karna hai . Jis Date me apni urm ki Ganna karna chahte hai . Jese aaj ki Tarik me dekhna chahte hai . To es Field me pahle se aaj ki Date di huyi hai . To yaha par aapko Change'karne ke jarurt nahi hai . 


Step.6 Aab Simple Niche Green Colour me diye huye hai . Calculator ko click kar dena hai . 


Results 

Aab aap dekh skate hai . Hamne Date Of Birth bhara tha . 12-05-1995 or hamne Aaj ki Tarik 21-11-2018 ko Age Dekhni thi . Yaha aapko Umr Es Prkar se hogi . 


  1. 23 Year's - 6 Months - 9 Days Aani aaj ke din me aap 23 Saal 6 mahine or 9 din ke ho gaye hai . 


  1. Ye to huyi saal mahine or sim ki niche aap dekh skate hai . Or bhi chije di huyi . Jisme aapko umr ko bata rahi hai . 


  1. Kewal Month me age ko dekhe to Aaj ke Date me 282 Month or 9 Days ke ho gaye hai . 


  1. Or kewal Week me Year's ki baat kare to aap 1227 Week or 5 Days ke ho gaye hai . 


  1. Or kewal din me dekhe to aap 8594 din ke ho gaye hai . 


  1. Or Minutes me 12,375,360 


  1. Yaha tak ki second me bhi aapki Age Calculate karke bata raha hai . Yaha karib aap 742,521,600 Second ho gaye hai . Aapko peda huye . 


To friends es trah se aap apni hi nahi kisi ka bhi Umr din , mahine saal , jaan skate hai . Or aasani se alag - alag trah se bhi dekh skate hai . Aapki Age kitni ho gaye hai . 


Date of birth nikalne ka app 

Dosto aab ham aapko bata raha hai . Ek Android App ke baare me jise Download karke aap apna age pata kar skate hai . Es me aapko pahle ki trah Internet or website ki jarurt nahi padegi . Ek baar download karne ke baad Offline bhi use kar skate hai . 


Step.1 Dosto Sabse pahle aapko Play Store par Jana hai . Or search karna hai . Age calculator jo First' App aayegi . Us par click kar dena hai . Yaa phir aap hamare diye gaye link par click kar ke bhi download kar skate hai . 


Step.2 Dosto Age Calculate App ko Download karne ke liye aapko 2.5 MB ki jarurt padenge . Es App ko 4.4 Reviews mila hai . Or es App ko 50 Lakh logon ne Download kiya hai . 

Age calculator online by date of birth


Step.3 Aab ese Install karne ke baad aapko Open karna hai . 


Step.4 App Open karne par kuch Parmishan mangega . Use allow kar dena hai . Or Next Step me Get Started par click kar dena hai . 


Step.5 Aab niche diye huye Fields ko es trah se bhare . 

Age calculator online by date of birth


Step.6 Today,s Days - Es Field me us Date ko bhare jis Date ko apni Umr nikalni hai . Jese aaj ki date me dekhna hai . To yaha pahle se hai . To ese badlne ke jarurt nahi hai . 


Step.7 Date of Birth - Yaha par apni Date of Birth Type karna hai . First DD likha huwa hai . Us me day Type karna hai . Second MM isme Month , mahina Bharna hai . Or Yyy me Year's , saal bharna hai . To yaha mene pahle ki trah 12-05-1995 Tithi Enter ki hai . 

Age calculator online by date of birth


Step.8 Aab aapko Calculator par click kar dena hai . 


  1. To aab dekh skate hai . Niche Aaj ki Tarik 21-11-2018 ko Birthday 12-05-1995 ke anushar umr nikla hai . 


  1. Age -23 Years / 6 Month / 09Days 


  1. Next Birthday - Yaha par aapko agli birthday kab aane wale hai . Ye bhi dekh skate hai . 


  1. Extra Me dekh skate hai . Umr ki Ganana pahle website ki trah yaha bhi bata raha hai . TOTAL Years , Total Month , Week Days. hours Mintiue , Or Second . 


  1. Upcoming Birthdays - In sabke alawa Years Wise aapka aane wala birthday koun - koun se din hai . Ye bhi aap dekh skate hai . 


( Note ) To dosto aap es App se or Website se apne Date Of Birth ko bahut hi aasani se nikal skate hai . Agar dosto aapke paas koi achha headline hai . Or agar aap hame dena chaahte hai . To aap hame comment box me bataye . 


To dosto agar aapko hamare bataye gaye janakari aapko achha lagta hai . To aap hamare blogg ke sath hamesha anat tak Bane rahe . Ham jo bhi janakari dete hai . Pahle Try ham khud karte hai . Aaj ke liye itna hi hamare blogg ke anat tak Bane rhane ke liye aap sabhi logo ko dil se dhaywad ,,,,,,,,,,,




No comments:
Write comment