Tuesday, April 16, 2024

मोबाइल फोन को फास्ट चार्ज कैसे करें? । phone jaldi charge karne wala app

By:   Last Updated: in: ,

 

Kya aapka mobile Old Ho Gaya hai . Eske wajah se aapke mobile charger nahi le Raha hai.  Dosto badhti jansankhyaa ke chalte Android Smartphone ki Tadat bhi badhti jaa rahi hai.  Lagbhag har kisi ke paas ek chahe sasta yaa mahanga phone har kisi ke paas dekhneko milta hai. 

मोबाइल फोन को फास्ट चार्ज कैसे करें? । phone jaldi charge karne wala app

Chahe aap kitna hi achha Mobile kyo Naa le len . Kuch din ke chalte hi usme slow Charging ki Problem aa hi jaati hai.  Yadi aapke phone me bhi Yah Problem ho raha hai.  To ham aapko es post me kuch ese settings or Tricks batane wale hai . Jisse aapka phone bahut hi jaldi fast charge hoga . Phone fast charging tricks janane ke liye post me Bane rahe . 

 

Read more - Net जल्दी खत्म हो जाता है तो क्या करें ? 


Phone ko fast charge kaise karen ? 

Dosto jese ki mene aapko uper me bataya hai.  Ki jese - jese aapka phone purana hota jata hai . Slow Charging ki Problem aane lagti hai . Lekin dosto aapko jyada pareshan hone ke bhi jarurt nahi hai . Kyoki sabhi mobile phone company phone me kuch ESI settings dalkar bhejti hai . Jo aapke phone me fast charging ki Problem ko Slowly Karti hai . 


मोबाइल फोन को फास्ट चार्ज कैसे करें? । phone jaldi charge karne wala app

Dosto es post me ham aapko Fast charging ki Kuch ESI settings batane wale hai . Jo aapko On karna hai . 


Yadi aapke mobile me yah settings nahi. Paai jati hai . To ham aapko baad me ek esa Tricks batayenge . Jisse aapka phone bahut hi teji se Charge hone lag jayega . Baad wali setting jo wah log kar skate hai . Jiske phone me es post me bataye Gaye settings mohjud hai . 


Realme phone Ko Fast Charge kaise karen ? 

Yadi aapke paas Realme ka phone hai . To Aap apne Realme phone ki Fast charging karne ke liye yah settings karen . 


  1. Sabse pahle aapko apne mobile ke setting me Jana hai . 


  1. Ab yaha battery ki setting par aapko click kar dena hai . 


  1. Aab more battery 🔋 settings par aapko click kar dena hai . 


  1. Aab aapko yaha ek setting Milti hai .  Optimised night charging


  1. Es settings ko aapko On kar dena hai . 


  1. Yah settings karne ke baad in kuch bato ka dhyan rakhe.  


  1. Phone ko Fast charging karne ke liye Wifi , Bluetooth , Internet sabhi kuch band hona chahiye . 


  1. Yadi aap Flight mode par dalkar Aapne phone ki Charge karte hai.  To Phone jyada Fast Charge hota hai . 


Samsung mobile ko Fast charging kaise karen ? 

Dosto yadi aapke paas koi bhi samsung ka phone hai . To aap apne Samsung ke phone me aap yah settings kar skate hai . 


  1. Dosto sabse pahle aapko apne phone ke setting me Jana hai . 


  1. Aab battery and Device care ki setting par aap click kare.  


  1. Aab aapko yaha battery 🔋 ka Option aapko dekhne ko milega . To apako es par click kar dena hai . 


  1. Aab yaha apako More Battery ka settings par aapko Jana hai . 


  1. Aab aapko yaha Par Fast charging ki setting Milti hai . Ese aapko ON kar dena hai . 


  1. Yah settings karne ke baad in kuch bato ka aapko dhyan rakhna hai . 


  1. Phone ko Fast charging karne ke Wifi , Bluetooth , Internet sabhi kuch band kar dena hai . 


  1. Yadi aap Flight mode par dalkar Phone ko Charge karte hai.  To Phone jyada Fast Charge hota hai . 


  1. To yadi aapke paas ek Samsung ka phone hai . To aap in settings or bato ko dhyan rakhna hai . 


Charger Cable Badle ? 

Bahut baar esa hota hai.  Ki ek Charger se Charge lagane ke baad uska jo Cable hota hai . Wo bahut jyada kharab hota hai . Ese me apako apne mobile ke Charge ke Cable ko badal dena hai . 


Yaa phir aap kisi dusre ke Charge se apne mobile ko charge lagana hai . Aapko es baat ka andaja ho jayega . Ki aapka mobile kitna Fast Charge ho raha hai . To aap apne mobile ke Cable ko badal dena hai . 


Any mobile ko Fast Charge kaise karen ? 

Yadi aapke paas kisi or company ka mobile ka aap istemal karte hai . To aap apne phone ke Fast charging karne ke liye ek baar in setting ko jarur check kar Lena chahiye . Yahi settings hai . To jarur kare nahi to es App ko Download karna hai . 


 Es App ko Aap niche diye gaye link par click kark Download kar sakte hai . Yaa phir aap Play Store par jakar bhi aap Downloaded kar skate hai . 


Battery Turbo | Charge Optimizer

Yah Application aapke mobile ko Fast charging karne me Help kata hai . Es aapp ko 10million se bhi jyada logo ne Istemal kiya hai n. Or eska Ratting 4.2 hai . To aap es chij se Andaza laga skate hai . Ki ye App kitna achha hai . 


Fast charging App ko istemal kaise karen ? 

Dosto jitna aasan se aap es App ko Download karte hai.  Itna hi aasan se aap esko Use bhi kar skate hai . 


  1. Sabse pahle aapko apne mobile me Es App ko Download or Install karna hai . 


  1. Aab ese sabhi Parmishan Dene ke baad Open karna hai . 


  1. Aab aap jab bhi apne mobile ko Charging par lagaye to es App ko aap Open jarur karen.  


  1. App Open karne ke baad Optimization par click karna hai . 


  1. Phir eska Jabab aapko chokane wala milega . 


Download App


( Note ) To dosto kuch ese Tarike se aap apne mobile ko Fast charging kar skate hai . Or aap ESI Application ki Help se aap apne phone ko bahut hi teji se Fast Charge kar skate hai . Aapke mobile me bhi slow charging ke Problam hai . To aap hamare es post ko padh kar apne samsya ko dur kar skate hai . 


To dosto ummed karta hu . Ki ye janakari aapko achchha laga hoga . To kya aapke man me koi sawal hai . To aap hame comment box me bata skate hai . Ham aapke har sawalo ka jabab dete hai . 


To Aaj ke liye itna hi hamare blogg ke anat tak Bane rhane ke liye aap sabhi logo ko dil se dhaywad ,,,,,,,,,,,,



No comments:
Write comment